At isolated place,
Ira: ha.. bhai.. kartik..sach...keh...raha.. hai..mein.. hi..
Aditiya give a tight slap, kyu kiya esa ira, kya galti thi ekanshi ki..
IRA: sorry bhai wo mene bas jealousy me aake, Jab se Bhabhi aayi thi aapki sari attentions Bhabhi par hi thi unke karan aapne kitni baar mujhe par chilaya tha bas isliye.. and started crying. Aur us din mene kartik ka card dekh liya tha aur mene ekanshi ka peecha kiya, jaise hi mujhe mouka mila mene ekanshi ko maar dala aur jab kartik ne ekanshi ka knife nikala to mene yeh video bana li thi..
I am sorry bhai.
Aditiya give her a tight slap, aur mein ese hi in dono ko pareshan karta raha..
Aditiya: I am sorry kartik plz mujhe maaf kar do..
Kartik: nahi Aditiya maafi to mujhe maagni chahiye meri wajah se ekanshi agar mene usse waha nahi bulaya hota to aaj.. trust me mujhe nahi pata tha ki ekanshi married hai wo bhi tumhare sath mere baby ki kasam, jaan ki kasam, kha ke kehta hu agar mujhe pata hota to mein ekanshi ki tarah kabhi nahi dekhta I am sorry..
Aditiya went from there and ira went behind him..
Toofan also left..
Kartik about to hug her but Naira show her hand..
Kartik: jaan..
Naira: bass kartik mere se dur raho, tumhari wajah se ekanshi.. tum aur ekanshi..
Kartik: jaan trust me agar mujhe pata hota to mein ekanshi ke sath illegal relationship mein nahi..
Naira: bas kartik mujhe.. and fainted..
Kartik: jaan..
At hotel..
Dr check Naira, bahut der se inhone kuch khaya nahi hai is wajah se chakar aa gaya Mr Goneka inka khayal rakhiye aur ho sake to stress se dur rakhiye inhe..
Kartik: yes dr.
Dr left.
Kartik sit beside her I am sorry baccha, mein tumhe batana chahata tha par mein dar gaya tha ki kahi tum mujhe chhod kar to nahi chali jaogi..
Kartik tear drop fell on Naira face and she open her eyes..
Naira: pa..pani..
Kartik: ha jaan yeh lo..
Naira: dur raho mujhse Mr Goneka.
Kartik: jaan, plz meri baat suno plz gussa mat ho yeh lo pani peeyo..
Naira: kyu kartik jab mein Aditiya ke baare mein batane us din office aayi thi to tumne mujhe kyu nahi bataya..
Flashback..
After Aditiya left from college..
Hari kaka came, Naira sit in the car..
Naira: kaka, mujhe office le chaliye..
Kaka: ok beta..
Naira went to kartik cabin..
Kartik.. and hug him.
Kartik: jaan tum yaha kya hua baccha..
Naira told what Aditiya said to Naira and about Mishti kidnapping...
Kartik: shush baccha relax Mishti ko kuch nahi hoga mein pata karta hu..
Kartik call toofan and said him to find Mishti...
Naira: kartik wo mujhse badla lene aaya hai wo mujhse pyaar karta tha papa ne uska proposal reject kar diya tha tab se wo mere peeche..
Kartik: shush bachha mein tumhe kuch nahi hone dunga..
Flashback ends.
Kartik: jaan mujhe baad mein pata chala Aditiya ke baare me.
Naira: to tab kyu nahi bataya kartik..
Kartik: mein darr gaya tha jaan, mujhe laga agar tum mujhe.. mein tumhare bina nahi reh sakta.
Naira: agar baata dete kartik to mujhe itna bura nahi lagta jitna abhi lag raha hai, and started crying..
Kartik while crying I am sorry jaan..
Naira: sorry bolne se sab thik ho jayega kartik, tum jao yaha se mujhe tumse baat hi nahi karni..
Kartik: jaan plz mein tumhare aur baby ke bina..
Naira: kartik out and started breathing heavily..
Kartik: jaan relax, don't take stress mein jaa raha hu, look I am going take a deep breath baccha..
Kartik went out and Naira started crying..
