抖阴社区

yaad aati hai........

10 3 0
                                    

Bahot yaad aati hai tumhari maa,
Jab bhi mai hoti thi paresaan ,
Raat raat bhar jaaga karti hu, tum kehati thi naa...kuch nhi sab theek hojayega...

Yaad aati hai teri ...jab mai kuch haasil karu to tu kish tarah daud kar khusi se gaale laga jati thi tum...

Yaad aati hai teri...kaise tum teacher ban jaati thi ..jab mujhe kuch sikhana hota tha ,daatna hota tha

Yaad aati hai teri.... jab tu dost ban kar hasi mazak kar ,kaise mere khamosiyo ko samj jati thi...

Yaad aati hai teri....jab iss duniya ki bheed me khud ko akela feel karti hu...fir se aajao na apna sath dedo na

Yaad aati hai teri...vo kabhi gussa se daath kar khilana ,to kabhi pyaar se chillana ,kabhi sahi raasta dikhana ,chupke se pukarna , baalo ko sehlana, pyaar karna ,papa ki daat se bachana ,fir kone me lejakar samjhana
Yaad aati ho tum har jagah har din har samye , i miss you maa.....

maa.........???? ???????? ???? ???? ??? ?????