At Night in US
Aarav was talking to a photo
Aarav - Bachpan se aaj tak tumko sambhal ke rakha hai pata nahi kya jaado kiya hai tumne choti si bachi ki photo 20 saal se apne pass rakhi hui hai apne bhai se bhi chupaya kya kya karwaogi tum simar aur ye bhi nahi pata ki tum kaisi ho kya karti ho kaisi dikhti...per itna jaroor pata hai ki tumhari pyaari si aakhen hongi pyaare hoth aur ik choti si naak jo jhoot bolne per laal ho jayegi ( laugh ) Simar maine aaj tak tumhari photo sambhal ke rakhi hai aur aage bhi rakhu ga pata hai aaj mera chote mujhse keh raha ki aapko koi ladki pasand hi nahi aati usee kaise batau bachpan se ik hi ladki dekhi hai aur koi achi hi nahi lagti aurr
Then Vivaan came
Vivaan - bhai
Aarav get shock he hide the photo
Vivaan - kya chupa rahe ho
Aarav - kuch nahi
Vivaan - kuch tho hai dikhao dikhao
Aarav - aree bola na kuch nahi hai
Vivaan - thik hai ( in mind - baad main pakka dekhuga aakhir aap chupa kya rahe ho )
Aarav - chal sona haii
Vivaan - chaloo
------------------------------------------
In India ( Agra )
Simar was having hiccups
Simar - aaj itni hichki kyu aa rahi hai kon yaad kar raha haii
She put her hand on the window She saw the bracelet
• Flashback 20 years ago
Aarav was going home ( one day before going to US ) when he came back inside the house
Avinash - kya hua beta
Aarav - uncle wo maine apna saman ander chod diya main le lu
Avinash - ha ha jao
Aarav goes inside Simar room he sees that simar was standing near the window
Aarav - Simar
Simar - kya hua tu vapas kyu aagya
Aarav - tujhse milne
Simar - acha
Aarav - ha Acha sunn main teri photo le ja raha hu tho tujhe bhi kuch dunga na
Simar - acha tu mujhe kyaa degaa
Aarav was seeing here and there then he saw his simple gold plated bracelet he removes it from his hand
Simar - aarav kya kar raha hai ye tera hai
Aarav - tho ab tera hai hath de apna
Simar - huhh
Aarav - hath de naa
Simar - ha le
Simar gives her hand to Aarav He made her wear bracelet
Aarav - ab ye mera bracelet hamesha tere sath rahega tujhe hamesha yaad rahega ki tera ik best friend thaa.
Simar - tha nahi hai
Aarav - ha wahi hai
Simar hugs aarav and says mujhse milne aana okay
Aarav - okayy
Gajendra - Aaravv
Aarav - ha papa aa raha huu
Aarav - byy Simar
Simar - byy
This was the last time they met
Flashback End •
Simar - pata nahi kya unhe sab yaad bhi hoga Aarav ji aaj bhi aapka diya hua bracelet pehna hua hai utarne ka mann hu nahi karta
Then Reema Came
Reema - Simmi Simmi Simmi I am soo happy
Simar - kya hua di
Reema - Guess what acha chal main batati hu papa ne bola ki badi maa ne kaha aarav aur vivaan jaldi vapas aa rahe hai India
Simar - sach dii
Reema - ha meri jaan
Simar - yani vivaan vapas aa rahe hai
Reema - aree tu aarav ki tension le vivaan ke liye main hu naa
Simar - kya kaha di kya kaha
Reema realise what she said
Reema - kuch nahi while blushing
Simar - kya vivaan ki tension ke liye kyaa aww di aap blush kar rahe ho looking soo cute pakka vivaan jab aapko dekhenge aise tho unka wicket jayega
Reema - chup kar
Reema start throwing pillow on her
After Some fight they huged eachother and slept
End
~ Byy have a great time

YOU ARE READING
Aap Hamari Jaan Ban Gye </3
FantasyAarav - Aapki tarif main kya kahe aap hamari jaan ban gye ??? Simar - Blushed ? Bachpan Ke Best Friend....Ya Future Love ???