Toh keh deta hu mai ki darta hu mai bolne se
Because main nahi keh Sakta ki....
darta hun main apnon ko khone se
saanse Bhar Bhar ke Rone Se
darta hun kahin Sapne Tut na jaaye mere kahin Apne Na bhool Jaye mere
darta hun apna Dard dikhane se
jindagi mein jeene ki vajah kho jaane Se darta hun kahin majak Na Ban jaaun main darta hun kahin khushiyan Meri mujhse rasta mod Le
jis per Kiya Bharosa vah Mera Bharosa na to de
dar lagta hai kahin andheron mein Kho Na jaaun Main
dar lagta hai kahin aakhir mein Akela na rah jaaun mai
darta Hun Main apno ko dur jaate dekhne Se
mujhe galat Na hote hue bhi galat thehrane Se
darta hun main ine sab chijon se magar kah nahin pata
kyunki Shayad darta hun main sach mai khene se...😶🌫️!
