khata h ki do logo ek dusra sa khai bhi tarkra jata h aur agar unnki Raha ek honi likhi ho to to zarur takrata h haina but Kabhi socha h ki agar aapki Hona Vali Bhabhi ki bhen sa aapko pyar ho Jaya aur vo aapko dost manti ho to kya Hoga to kuch asa...
Preeti Ka Jana Ka baad Madhu aur Anand betha hi hota h ki tabhi Pandit ji aata h
Anand : Ara Pandit ji aap
Panditji : namsta Anand ji
Anand : namsta
Madhu : ma chai Bana lati Hu
Panditji : Nahi Nahi usski zarurt Nahi ha ma jab ma ayunga na agli bar to methi Ka dabba la Kar jayunga
Anand : Matlb ma kuch samjha Nahi
Panditji : Preeti betiya Ka liya ek rishta dakha h bhot Acha khandan h bada naam h Maheshwari's ko to jaanta hi Hoga na aap
Anand : Ara unnko kon Nahi jaanta h Mumbai ma top 5 industries ma sa ek h
Panditji : ha unnka bada beta Parth Maheshwari vo log usska liya rishta dhund Raha h aap kha to baat chalyu
Anand aur Madhu bhot Khush hota h
Anand : ji zarur agar itna Acha Ghar sa rishta juda to kya Harz h
Madhu : ji bilcull Sahi kha aapna
Panditji : thek h to ma aap dono parivaro ko milnvana ki tiyar karta Hu yeh ladka ki photo h ladka Maheshwari industries ma hi aapna papa Ka hath bata Raha h
ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।
Pandit ji gives this photo to Anand And he leaves
Madhu : bass aab Preeti Ka rishta pakka ho Jaya
Anand : Madhu par phela Huma ussa baat to Karni padagi na
Madhu : ha Sahi kha Raha h
Dusari terf
Sab meeting khatam Hona Ka baad Ghar pochta h aur Swati Pandit aur Sameer baat karta hua aata h
Pandit : Vasa Sameer kya dashing entry Mari tuna
Swati : Sahi kha sabki shakal dakhna layak thi
Sameer : iss khata h swag
Swati : oo tarif Kar rahi Hu to zada uchal mat tujhsa Pura 2 minute badi hu ma samjha
Sameer : bada opkar Aapka ki aap do minute phela ayu Mata
Swati : Sameer u
Aur Swati Sameer Ka pecha bhagna Lagti h aur tabhi Sameer Pandit Ka pecha chup Jata h
Swati : Pandit Bhai hato beech ma sa aaj yeh pagal Nahi Bachaga issna mujha Mata kha
Pandit : Ara bass Kar yar mujha na bhok lagi h ma to Chala
Sameer Swati : ho Gaya innka Khana puran shuru
Pandit : Ara aab mujha Khana Pasand Nahi ho Sakta kya
Swati : sachi bata rahi Hu ma Bhai aapki wife Aapka bhokad Pana da bhot parishan Hona Vali h