After some time Mr.Akash Mehra come with cabir in recording room. Mr. Mehra - Manik Ready Manik - Yes Mr. Mehra - good so let's start. Nandini - Manik just close your eyes and relax bas waise sing karo jaise tum palace main kiya karte the ok.
Manik nodded there head and nandini come to cabir and sit with him. Manik Close his eyes and remember those days when he is waiting for nandini in palace and start sing .
Tere jaane ka gam Aur na aane ka gam Phir zamane ka gam Kya karein
Raah dekhe nazar raat bhar jag kar Par teri toh khabar na mile
Bahut aayi gayi yadein Magar is baar tum hi aana Irade phir se janenge Nhi lana tum hi aana
Meri dehliz se hoke baharein Jab guzarti hai Yaha kya dhoop kya sawan Hawayein bhi barasti hai
Humein pucho kya hota hai Bina dil ke niye jana Bahut aayi gyi yadein Magar is baar tumhi aana
Marajawaan
Listen manik song tears comes in every one eyes . Mr. Mehra - Wow what a beautiful voice . Meri new album ke liye tum hi sing karoge manik. Manik - Thank you sir. Mr. Mehra - Sir nhi uncle main aaj evening tak cabir ke hathon tumhara contact bhej dunga ok. Manik - ok. Then Mr. Mehra left for there. Cabir comes and hug manik . Cabir - Kya gaya hai tumne bhai aisa lag rha tha jaise tum sach mein woh sab feel kar rhe ho . Manik - Thank you Cabir Cabir - Acha main chalta hoon evening mein milte hai. Saying this cabir left for there.
Nandini comes and hug manik and crying. Manik - Nandini what happen why are you crying. Nandini - Tumhe meri wajah se itna pain ke sath rehna pada . Manik - Tumhari memories mere liye pain nhi thi nandini aur jab maine tumhe dekha na toh mera sara pain khatam ho gya . Aur ab ab toh main bahut khush hoon. Listen this nandini smile . Manik - Acha ab ghar chalein baki sab Wait kar rhe honge . Then manik and nandini left for there.
Here in house Anahita wait for them and walk here and there and veer , Anshuman and swarna see her . Veer - Anahita relax woh aa jayenge .tumhare aise ghumne se kya hoga . Anahita - Tum chup karo bandar ke bacche. Listen this Anshuman and swarna smile . Anshuman - Bandar ke bacche bahut aacha naam hai veer . Listen this veer remember something and smile . Swarna - kya hua veer smile kyun kar rhe ho. Veer - Kuch yaad aa gya actually last birth main bhi aise hi Anahita ne mere pita yani maharaj ke samne mujhe bandar ka baccha bola tha aur phir jo class lagayi thi maharaj ne meri mujhe aaj bhi yaad hai .
Then manik and nandini also come . Anahita - Manik bhai kya hua waha pe. Veer - Anahita manik ko sans ko lene do. Nandini - Relax Anahita good news hai manik ko Album ke liye select kar liya hai . Listen this everyone getting happy and congratulate manik. Swarna - Waise manik tumhe pata hai aaj Anahita ne kitni acchi party organise ki thi sabne bahut tareef ki uski. Manik - Woh toh karenge na aunty meri behen hai hi tareef ke layak . Swarna - Aacha manik nandini tum log jakar fresh ho jao phir aakar kuch kha lo. Manik and nandini go to there room and come back. Swarna give everyone some snacks and jalebi .
Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.
Anahita - Wow jalebi. Swarna - Ha nandini ne mujhe bataya tha ki tumhe aur manik ko jalebi bahut pasand hai toh maine specially tum dono ke liye banayi hai. Manik - Thank you aunty .
Then cabir also come there and see jalebi. Cabir - Wow jalebi main bhi khaunga . Anahita - Aap nhi kha sakte mere liye hai. Cabir - Are aise kaise nhi kha sakta main toh khaunga . Anahita - no Anahita take plate and run and cabir also run behind her . Manik see this and remember how they fight like that in previous birth. Nandini - Kya soch rhe ho manik. Manik - yahi ki time kuch bhi ho kuch cheezen kabhi nhi badalti .