Yaar ab to yrkkh dekhne ka maan bhi nahi karta itna bakwas ho raha hai makers ne puri show ka dhajja udadiya hai. Ruhi ka baby ko abhira ko de diya. Aur ye pagal ghar wale inko bhi pata nahi chal raha hai ki premature baby kesa hota hai aur 9 month ke baad born hone wala baby kese hota hai. But one good news is there abhir entry mohit parmar as abhir.
________________________________At court
Dev : I am sorry my Lord mujhe aane me late ho gaya. Looks towards charu then said late hi sahi par sahi chij ka saath dene mein aa gaya hoon.Charu ko neeraj ka kiya hua se jitna dukh nahi hua tha usse bhi jyada bura usse dev ko neeraj ka saath dete hue dekh ke lag raha hai.
Judge : aapne court bahat time barbaad kiya hai par aage se aisa nahi hona chahiye.
Case ki karowahi aage badhate hai.
Dev : your honor mere client ke upar jhuthe ilzaam lagaya jaa raha hai ki mere client ne miss charu ko molest karne ki koshis ki haiAbhira : your honor ye ilzaam jhut nahi sach hai. Mere client miss charu ka engagement hua tha Mr. Neeraj ke saath par iska ye matlab nahi hota ki unko ye hak hai ki wo unke saath jabardasti kare. Jab ek ladki ko aapke paas aane se uncomfortable feel hota hai aur usne aapko naa kaha to uska matlab naa hi hota hai.
Dev : agar aapke client ko uncomfortable feel hota hai to wo zindagi bhar uske saath rehne ke liye kese faisla kar liya. Yeh to khush thi aur ready thi na shadi ke liye.
Charu looked towards him with tears as her dev sir is saying that to her.Abhira : par shadi teh thi tab bhi use ye hal nahi mil jata ki wo ek ladki ko bina uske marzi se use chuen.
Abhira and dev started arguing with each other.
Judge : order order yeh court hai aapka ghar nahi jo aise bacho ke tarah lad rahe ho pehle hi mr. Dev ne court ka bahat time waste kiya ab ap dono hi court ka wakt jaya kar rahe ho yeh ek hi case nahi hai aur bhi cases hai so iss case ki sunwaai agle hearing me hogi. Till then the court is adjourned.
Both abhira and dev: par your honor
But judge get up and goes from there.
After that dev looked at charu they have a small eye lock then dev and neeraj and family leave from there.Charu was crying everyone was consoling charu but sanjay was angry on dev as before he don't like dev.
Sanjay : dekha kese insaan se tum pyar karti thi jo tumhe tumhare family se badkar lagta tha aaj usne kya kiye tumne us neeraj ke khilaaf case file kiya hai fir bhi usne ye case liya wo tumse koi pyar nahi karta tha tumhe apne jaal mein phasana chahta tha. Jab wo yeh nahi karpaya tumhe chot pohchane ke liye ab yeh sab kar raha hai.
Abhira : phuphasa ye koi jagah hai yeh sab baat karne ka aur is wakt yeh sab bolke aap charu ko aur dukhi kar rahe ho.
Charu cryingly leave from there.
Armaan : me uske piche jaata hun usko ghar leke aa jaunga aplog ghar jaiye.
Abhira aap log ghar jaiye mujhe ek aur case ke liye jana hai aap log jaiye me baadme ghar aa jaungi.Thanks MansiBerwal7 for your suggestion as I am out of ideas thanks for your help. So sweet of you you helped me write this plot.
__________________________________
Hope you all will like ❤the story.
Please😫🙏🙏💓 vote and comment💬.
Do you like the part 4 of this story let me know in the comments💬 section.
Agar kuch changes karne hai to mujhe comment💬 section mein bataiye apka review mere liye bahat matter karta hai.
See you in the next chapter.

YOU ARE READING
abhimaan ?
FanfictionThis story starts from charus marriage with neeraj and abhira came to stop the the marrge. If you want to know more about story ?peep in..........