抖阴社区

Part 41

7.2K 513 60
                                    


At Morning

Nandini wake up early in the morning and ready to go for Shish Mahal.

"Nandini. "Someone called her from behind.

Nandini turned back.

"Arey aa gai beti tum. kese hai. "Leela Dadi carresing her face lovingly.

Nandini smiled but again guilt filled in her mind. Leela Dadi was very sweet and caring lady. But because of Manik na chahte huye bhi she is lying to her. First with Amms and then with Leela Dadi.

"Me thik hu. Aap kaisi hai. "Nandini.

"Me toh vesehi hu. Accha ye bata kaisa raha tumhara safar (traveling). Bohot maje kiye honge hai na. Tumhari dost Riya bhi toh tere sath toh muze koi fikra nahi thi. Riya acchi bacchi hai. Uska pariwar tumhe bilkul apni beti ki tarah pyar karta hai. Kash tumhare naseeb (fortune) me bhi pariwar ka sukh likha hota. Bhagwan bhi na kese kese khel khelta hai. Itni si umar me tumhe kabhi na khatam hone wale dukh de gaya. "Leela Dadi said Sadly.

Nandini smiled faintly. But she hide her emotions.

"Me bhi kya purani bate lekar beth gai. Tuze der ho rahi hogi. Tu ja Mahal me. Me bhi aati hu thodi der me. "Leela Dadi.

"Nandini tum kab aayi. "Lady smiled.

"Khamma Ghani Kakisa" . Nandini.

"Kal Sham ko. Der ho gai isliye nahi bata payi. "Nandini.

"Tu bhi toh thak gai hogi na. Lekin tanne toh bola tha mhane ki tu 10 Din bad aavegi. par tu toh jaldi aa gai. "Kamla asked confusingly.

Nandini was looking here and there. Only she knew that what happened.

"H. Ha. par Riya was not well. Toh us vajah se We came back. "Nandini lied.

But Kamla was not satisfied to her answer.

"Gai thi tab mhane toh thik lage. achanak ke huvo. ??"Kamala.

"Kamla tanne kyo uski itni fikra ho rahi hai. Nandini bhali changi lage bas yahi soch na. roj roj ke chulha choke se, zadu poche se thode hi din ke liye sahi akhir rahat toh mili mhari bacchi ne. "Leela Dadi.

But the reality was different. On that Island she was not working there. But with Manik those days more than nightmares. only she knew it.

But here who were listened her these pleads. No one.

Kamla was observing Nandini keenly.

"Nandini par mhane tu kuch badli badli si lage. ke huvo. "She was asking her doubtingly.

"N. Nahi toh kakisa. "Nandini scarily.

"Kamla tu je sab rehne de. Safar ki thakan hai bas. Tu bhi Mahal me ja aur Nandini ko bhi jane de. Tanne koi kam hai ki nahi. Lado ja tu. "Leela Dadi said lovingly.

Nandini left.

"Par Maasa me toh bas. "But Leela Dadi interrupt.

"Kamla" She said sternly.

"Par Maasa aapne uska chehra na dekho ke?? Kesa fikra pad gaya hai. Woh toh ghumne gai thi na. Par uske chehre par je toh kai nahi dikh raha tha mhane. woh toh kamjor lag rahi thi mhane pehle se bhi. "Kamla said in a doubtful tone.

"Kamla tu phir shuru ho gai. "Leela Dadi.

"Me toh bas je keh rahi hu ki sachme Riya ke saath hi gai thi na ki kisi paraye. "Kamla.

"Kamla" Leela Dadi angrily.

"Maasa aap mhare par kyo chilla rahi hai. Aapne na dekha ke aap jab use puch rahi thi Riya ke bare me toh kese ghabra gai thi. Aur thik se baat bhi na ki aapke saath. Mhane toh daal me kuch kala laage. Jawan khubsurat chori hai Nandini. kitni khubsurat hai ye aap bhi jane. Sara din ghungat ke piche apni khubsurati chupane se thodi na uski khubsurati kam hogi ya kisiko najar nahi ayega. Noukaro wale kapde pehnati hai isliye nahi toh agar acchi khasi taiyyar ho javegi na toh kisi Rajkumari se kam na laage je chori. "Kamla looked at her keenly.

One 'Hidden Secret' in the Palace Where stories live. Discover now