[Recap: Veer avoids telling Rani the truth about their marriage. Veer gets an update about Digvijay. Vikram has a news.]
"Vikram...aap sach keh rahe hai?", Asked Veer with twinkling eyes.
Vikram: haan bro...bilkul sach hai ye.
Veer: par aapko wo aadmi knaha mila?
Vikram: bro hospital mai kisine uss admi dekha ho na ho security ne to dekha hi hoga. To maine security se hi baat ki aur luckily usse uska chehra bhi yaad tha aur mujhe ye bhi pata chala ki wo admi ek doodhwala thha.
Veer: phir?
Vikram: phir maine uska sketch banwaya aur aas paas Jin dukano mai aesa dudh ki supply hoti hai wnaha puch tach ki... Bas vahi se mujhe uss admi ka naam aur number mil gya.
Veer: to aapne unse baat ki?
Vikram: nahi bro. Problem yehi hai ki uska number nahi lag raha...
Veer's excitement now turned into disappointment.
Vikram: par!...maine apne contacts ki madad se pata karliya hai ki ye number jiske naam pe registered uss ka address bhi mil gaya hai😀.
Veer: great Vikram...To hum wait kyu kar rahe hai? Chaliye abhi jaake uss admi se milte hai.
Vikram: nahi bro... Aap yehi rahiye bhabisa ke saath.
Mai akela hi chala jaunga.Veer: par Vikram--
Vikram: bro... Aap hi ne to kaha tha na ki bhabisa se zyada iss waqt aur kuch bhi important nahi hai? Mai sab handle karloonga.
Veer: thik hai Vikram. But dhyan se...
Vikram nodded and went out.
Veer closed the door behind him and came to Rani who was looking at him all confused.
Rani: kaunse aadmi ki baat kr rhe thhe aaplog?
Veer: wahi aadmi jo aapko hospital laya thha... Ek bar wo aadmi mil jaye to atleast ye to zarur pata chalega ki apka accident hua knaha thha...
Rani: humme to kisine uchai se dhakka dia thha na?
Veer nodded.
Veer: par aapko sar ke peeche chot lagi hai.. iska matlab kisine aapko peeche se dhakka nahi diya thha...
Rani: par ye sb hua kaahe? Koi Jan bujh ke humka nuksan kaahe pohuchna chahta thha?
Veer: pata nahi Rani.. kya hua, kyu hai, kaise hua.. kuch pata nahi.
Veer sat down on the sofa and covered his face in his palms.
Rani: areyy...aap aese udaas kaahe horahe hai. Dheere dheere sab thik hojayega... dekhna.
Veer nodded.
________Jaisingh looked through the rear view mirror of his car for another time and punched the steering wheel.
Jaisingh: ye Champa bhi na...20 min se hum ynaha intezaar kar rahe hai aur iss maharani ka koi ata pata nahi hai--
And before he could finish the sentence there was a knock on the glass of his car.
Jaisingh opened the gate and Champa came inside.
Jaisingh: 7 baje bola thha na?
Tumna Champa ek ghadi wadi pehna karo.Champa: pehnenge hukum zaroor pehnenge par uske liye aapko mere paise bhi to Dene honge.
Jaisingh: Han han de denge pehle tum batao khabar kya layi ho.

YOU ARE READING
RanVeer Ff~The Memory Loss
FanfictionAfter returning from Ballia, Rani joins the college at Jaipur while Veer gets emotional towards a mysterious patient in his hospital. Eventually, it is revealed that the mysterious patient is Ranvijay who is Veer's biological father. Ranvijay is Ra...